Urine aane ke time bahut jyada jalan hoti hai aur hone ka bad bhi Jalan rahti hai
Viewing 2 posts - 1 through 2 (of 2 total)
Urine aane ke time bahut jyada jalan hoti hai aur hone ka bad bhi Jalan rahti hai
2 years ago | 1 Replies • Asked on : YouTube | यूरिन/पेशाब इन्फेक्शन के कारण और इलाज
MyHealth Team
Keymaster
-
AuthorPosts
-
Medical Team RedcliffelabsKeymaster2 years ago
Jab kabhi hum jyadar der tak urine ko rokte hain tab humei urine pass karne mei jalan hoti hai. Aur kabhi kabhi aisa bhi lagta hai ki poori tarah urine pass hua hi nahi haijiske karan jalan ki samasya badh jati hai. Ek aur mukhya karan hai urine mei jalan ka aur wo hai urinary gland mei infection hona. Jab vyakti kam pani peete hain tab bhi jalan ka ehsaas ho sakta hai. Jo vyakti jyada mirchi masala ya fir tala hua khana khate hain unhe jyada urine ata hai jiske karan urine mei jalan ki samasya ho sakti hai. Kabhi kabhi aisa bhi hota hai ki kidney mei stone hota hai jiske karan urine mei jalan hoti hai.
-
AuthorPosts
- You must be logged in to reply to this topic.