muji v pcod hai muje dawai lene k baad v asar nhe hua
2 years ago | 1 Replies • Asked on : YouTube | PCOD में क्या खाए ? PCOS/PCOD होने के कारण, लक्षण और घरेलु उपचार- You must be logged in to reply to this topic.
Mahilaon mei PCOD ki problem bahut tezi se badh rahi hai. Isme mahilaon ke periods mei aur pregnancy hone mei dikkat ati hai. PCOD hone ka sabse mukhya karan hormonal imbalance hai jo ki ajakl ke badhte stress aur unhealthy lifestyle ke karan ho raha hai. Agar ap chahein to dawai ke sath sath ap apne lifestyle aur eating habits mei change laa sakte hain. Koshish karein ki morning walk, exercise ya fir yoga karein. Paryapt pani peeyein aur khane mei daal, daliya, hari sabji ko shamil karein. Kam tel ka khana khayein aur alcohol aur sugar ki matra ko bhi kam kar dein.
Here your will get :
Cheers ! It has been successfully deleted.